• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Asir-E-Panja-E-Ahd-E-Shabab Kar Ke Mujhe

Asir-E-Panja-E-Ahd-E-Shabab Kar Ke Mujhe

asir-e-panja-e-ahd-e-shabab kar ke mujhe

kahan gaya mira bachpan ḳharab kar ke mujhe

kisi ke dard-e-mohabbat ne umr-bhar ke liye

ḳhuda se maang liya intiḳhab kar ke mujhe

ye un ke husn ko hai surat-afrin se gila

ghazab men Daal diya la-javab kar ke mujhe

vo paas aane na paa.e ki aa.i maut ki niind

nasib so ga.e masruf-e-ḳhvab kar ke mujhe

mire gunah ziyada hain ya tiri rahmat

karim tu hi bata de hisab kar ke mujhe

main un ke parda-e-be-ja se mar gaya ‘muztar’

unhon ne maar hi Daala hijab kar ke mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tum Nain Ke Donon paT Mere Liye Wa Rakhna

Ye Moajiza Bhi Dikhati Hai Sabz Aag Mujhe

Kuchh Na Kuchh Sochte Raha Kije

poet

Zara Si Baat Se Manzar Badal Bhi Sakta Tha

poet

Ye Ji Mein Aata Hai Jal Jal Ke Har Zaman Naseh

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet