• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ashk Pine Ke Liye KHak uDane Ke Liye

Ashk Pine Ke Liye KHak uDane Ke Liye

ashk piine ke liye ḳhaak uḌane ke liye

ab mire paas ḳhazana hai luTane ke liye

aisi daf.a na laga jis men zamanat mil jaa.e

mere kirdar ko chun apne nishane ke liye

kin zaminon pe utaroge ab imdad ka qahr

kaun sa shahr ujaḌoge basane ke liye

main ne hathon se bujha.i hai dahakti hui aag

apne bachche ke khilaune ko bachane ke liye

ho ga.i hai miri ujḌi hui duniya abad

main use DhunDh raha huun ye batane ke liye

nafraten bechne valon ki bhi majburi hai

maal to chahiye dukan chalane ke liye

ji to kahta hai ki bistar se na utrun ka.i roz

ghar men saman to ho baiTh ke khane ke liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Zamin Ke Chand-Sitaron Ko Nind Aati Hai

waseem-barelvi

Khushi Ka Sath Mila Bhi To dil Pe Bar Raha

ghunT Pani Ke Sondhe Sondhe The

Gham-E-Dil Ko Badal Jaane Ki Zid Hai

poet

dil Ka Gila Falak Ki Shikayat Yahan Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet