• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Pal Tera KHayal Surud-E-KHayal Hai

Har Pal Tera KHayal Surud-E-KHayal Hai

har pal tira ḳhayal surud-e-ḳhayal hai

so chashm-e-tar bhi a.ina-e-aks-e-yar hai

us hila-ju ki yaad bhi ab raftani hui

ik hijr rah gaya hai so vo be-shumar hai

be-ḳhvab ratjage kabhi ashkon ke hain charagh

hai raftagan ka sog dil-e-be-qarar hai

tark-e-ta.alluqat ko go muddaten huiin

ab bhi dil-e-tabah magar sogvar hai

haft-asman bhi laakh tira parda-dar ho

har zarra ka.enat ka timsal-dar hai

mauj-e-tilism-e-shauq fareb-e-guman sahi

kya kijiye ki dil ko tira e’tibar hai

kab rakh saki asir-e-zaman-o-makan ki qaid

‘anjum’ nigar-e-zist to musht-e-ghubar hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kaun Hamara Dard baTae Kaun Hamara Thame Hat

Silsila Raushan Tajassus Ka Udhar Mera Bhi Hai

Kam Hi Hote Hain Muqaddar Ke Sikandar Chehre

Ab to Soch Liya Hai Yaro Dil Ka KHun Ho Jaane Dun

nida-fazli

Kisi Se Khush Hai Kisi Se Khafa Khafa Sa Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet