• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ashk-E-Gulgun Ko Na Khun-E-Shohada Ko dekha

Ashk-E-Gulgun Ko Na Khun-E-Shohada Ko dekha

poet

ashk-e-gulgun ko na khun-e-shohada ko dekha

shokh jaisa ki tire rang-e-hina ko dekha

tujh ko dekha na tire naz-o-ada ko dekha

teri har tarz men ik shan-e-khuda ko dekha

hain tujhe dekh ke huran-e-bahishti betab

ya tire kushta-e-andaza-o-ada ko dekha

tishna-e-ab-e-dam-e-tegh ne piina kaisa

aankh utha kar na kabhi ab-e-baqa ko dekha

mujhe kafir hi batana hai ye vaaiz kam-bakht

main ne bandon men kai baar khuda ko dekha

nikhat-e-zulf-e-moambar ko chaman men paaya

aate jaate tire kuche men saba ko dekha

‘mail’ iman hai bil-ghaib hamen logon ka

ki payambar ko hai dekha na khuda ko dekha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Sadae Ishq Mein Ek Raaz Hai

akbar-masoom

Ye Jo Ek Shakh Hai Hari Thi Abhi

munawwar-rana

Ye Hijr Ka Rasta Hai dhalanen Nahin Hotin

Pahle Dard-E-Dil Pe Kahte the Ki Ye Kya Ho Gaya

Lahakti Lahron Mein Jaan Hai Kinare Zinda Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet