• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Asar Kar Ke Aah-E-Rasa Phir Gai

Asar Kar Ke Aah-E-Rasa Phir Gai

poet

asar kar ke ah-e-rasa phir gai

hua saaf matla hava phir gai

savari tiri aa ke kya phir gai

idhar ko udhar ki hava phir gai

mire sar se tegh-e-jafa phir gai

kai baar aai qaza phir gai

gaya dev-e-gham jalva-e-yar se

pari-zad aaya bala phir gai

ye jan-bakhsh us jan-satan ki hai chaal

vo aaya jo phir kar qaza phir gai

ghadi do ghadi ka hai tera mariz

tabib uth gae har dava phir gai

tu aata nahin is gali men ‘munir’

tabiat tiri ham se kya phir gai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aaKHir Wo Iztirab Ke Din Bhi Guzar Gae

poet

Aashiqon Ko Ai Falak dewega Tu Aazar Kya

Mujhko Samho Na Harf-E-Ghalat Ki Tarah

ahmad-shanas

Yahan Har Lafz Mani Se Juda Hai

Hasinon Ke Sitam Ko Mehrbani Kaun Kahta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet