• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aql to Kahti Hai Ab Ke Us Se Achchha DhunD Lun

Aql to Kahti Hai Ab Ke Us Se Achchha DhunD Lun

aql to kahti hai ab ke us se achchha DhunD luun

hai magar dil ki ye zid phir us ke jaisa DhunD luun

is se mere pyaas ki shiddat men aa.egi kami

men agar ḳhud se ziyada koi pyasa DhunD luun

ai ḳhuda jo ho tire donon jahanon se alag

tu ijazat de to koi aur duniya DhunD luun

ḳhud-kushi aur zindagi men se agar chunna paḌe

ain-mumkin hai main koi aur rasta DhunD luun

is se pahle ki mire khone ki ḳhabren aam huun

meri koshish hai ki main ḳhud ko dobara DhunD luun

aur kitni der hai aisa ki aane men abhi

kya main jab tak ke liye koi masiha DhunD luun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jab Ki Zulf Uski Gale Kha Bal Padi

Qadmon Ka Rah-E-Dil Pe Nishan Koi Nahin Tha

abdurrahman-momin

Maine Jab Khwab Nahin dekha Tha

Charagh-E-Shauq Jala Raat Ke Asar Se Nikal

Hafiz Shirazi

Ai Be-Khabar Ba-Kosh Ke Sahab Khabar Shawi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet