• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aql Kitni Shuur Kitna Hai

Aql Kitni Shuur Kitna Hai

aql kitni shu.ur kitna hai

phir bhi tujh ko ghurur kitna hai

har koi tujh se duur kitna hai

is men tera qusur kitna hai

miThi miThi tumhari baton ke

pas-e-parda futur kitna hai

ham ko taufiq hi nahin hoti

ghar tira varna duur kitna hai

ye to ahl-e-junun hi jante hain

hosh-e-taht-e-shu.ur kitna hai

satr-dar-satr paḌhne vaale dekh

qissa bainassutur kitna hai

daagh hai mathe par magar ‘azam’

us ke chehre pe nuur kitna hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Ek Fan Mein Yaqinan Taq Hai Wo

shabnam-shakeel

dil Mein Khun Aur Aankh Mein Pani Bahut

Nazar Nazar Mein Ada-E-Jamal Rakhte The

muneer-niyazi

Chaman Main Rang-E-Bahaar Utra To Maine dekha

poet

Dharti Ko Gagan Nahin Karoge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet