• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Pahle Soch Len Khilti Hui Kali Kya Hai

Wo Pahle Soch Len Khilti Hui Kali Kya Hai

vo pahle soch len khilti hui kali kya hai

jo sochte hain ki tarkib-e-zindagi kya hai

kidhar hai ghairat-e-gham kuchh mujhe sahara de

vo mujh se puchh rahe hain tiri ḳhushi kya hai

vafa ka raaz na samjha saka koi ab tak

ki us ki kya hai haqiqat ye vaqa.i kya hai

yahi to hoti hai saare ruḳhon ka a.ina

koi samajh ke to dekhe ki be-ruḳhi kya hai

dam-e-aḳhir hai kis ka ḳhayal jalva-faroz

ye meri maut ki had men hayat si kya hai

daraz umr ho ai jiine vaale teri magar

jo sirf apne liye ho vo zindagi kya hai

na jaane kya ho ki meri hi raushni men shifa

ḳhudi ye soch rahi hai ki be-ḳhudi kya hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

But-Parasti Se Na Tinat Meri Zinhaar Phiri

riyaz-khairabadi

Jo The Hath Mehndi Lagane Ke Qabil

Rang-Dar-Rang Hijabaat uThane Honge

Kya Mera iKHtiyar Zaman-O-Makan Par

Tishna-Labon Ki Nazr Ko Saughat Chahiye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet