• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aql Gai Hai Sab Ki Khoi Kya Ye Khalq diwani Hai

Aql Gai Hai Sab Ki Khoi Kya Ye Khalq diwani Hai

mushafi-ghulam-hamdani

aql gai hai sab ki khoi kya ye khalq divani hai

aap halal main hota huun in logon ko qurbani hai

nutq-e-zaban gar hota mujh ko puchhta main taqsir miri

haan ye magar do ankhen hain so in se ashk-fishani hai

ghaas chari hai jangal ki main juun men dumbe bakre ki

un ka kuchh dhala ki bigada jis par khanjar raani hai

tiin jagah se mere gale ko misl-e-shutur ye katte hain

din-e-mohammadi hai jo khalili us ki ye tughyani hai

jins ne jins ko qatl kiya kab dekhiyo bad-zati to zara

yaani jo ho mard-e-musalman us ki ye hi nishani hai

kafir dil jallad nahin ham zakhm ko ek samajhte hain

ham ko jo is kaam ka samjhe us ki ye nadani hai

rah-e-raza par apna gala katvae jo niche khanjar ke

‘mushafi’ us ko ham ye kahenge vo bhi husain-e-sani hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

faiz-ahmad-faiz

Na did Hai Na Sukhan Ab Na Harf Hai Na Payam

Aao Ye KHamoshi toDen Aaine Se Baat Karen

Ujala Kaisa Ujale Ka KHwab La Na Sake

Fasad-E-Qalb-O-Nazar Hasil-E-Tamasha Dekh

Mohabbat Mein Yahi jhagDa Karoge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet