• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujh Par Aisi Jafa Ki Kasrat Ki

Mujh Par Aisi Jafa Ki Kasrat Ki

poet

mujh par aisi jafa ki kasrat ki

ki use ghair ne malamat ki

tum ko apne khiram se matlab

thokaren khaae koi qismat ki

vaada-e-vasl-e-subh us se karo

kat sake jis se raat furqat ki

apni bedad ko nahin kahte

meri fariyad ki shikayat ki

ab kahan huur khuld men vaaiz

tu ne barbad yuun hi mehnat ki

hain jo duniya ki ye pari-zaden

yahi huren banengi jannat ki

tark-e-ishq aur main ghalat ‘salik’

kaun roke zaban khilqat ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Umr Jo Be-KHudi Mein Guzri Hai

Thokaren Khaiye Patthar Bhi uThate Chaliye

poet

Huzur-E-Ghair Tum Ushshaq Ki Tahqir Karte Ho

Jhankte Log Khule Darwaze

Kis Etimad Se Ilzam Dhar Gae Apne

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet