• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Apni Yaad Mein

Apni Yaad Mein

shahryar

main apne ghaao gin raha huun

duur titliyon ke reshmi paron ke niile piile rang

ud rahe hain har taraf

farishte asman se utar rahe hain saf-ba-saf

main apne ghaao gin raha huun

ansuon ki os men naha ke bhule-bisre khvab aa gae

khuun ka dabao aur kam hua

nahif jism par kisi ke nakhunon ke ade-tirchhe naqsh

jagmaga uthe

labon pe luknaton ki barf jam gai

tavil hichkiyon ka ek silsila

faza men hai

lahu ki bu hava men hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ishq Ki Baat Wafaon Ki Kahani Rakh De

Ye Ajab Rasta Hai Jis Pe Lagaya Hai Mujhe

poet

Aks Kitne Utar Gae Mujh Mein

Jo Maze Aaj Tere Gham Ke Azabon Mein Mile

Galiyan Hain Bahut Si Abhi Diwar Ke Aage

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet