Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
poet

Apni Wo Be-Sabaat Hasti Hai

  • Ghazal
  • Classic Poet
  • Poet: Joshish Azimabadi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

apni vo be-sabat hasti hai

ki sada nisti hi hansti hai

naam sunte ho jis ka virana

vahi saudaiyon ki basti hai

shama se haath khinch ai gul-gir

itni bhi kya daraz-dasti hai

chashm-e-vahdat se gar koi dekhe

but-parasti bhi haq-parasti hai

apne abr-e-mizha se ai ‘joshish’

ja-e-ab aag hi barasti hai

More Poems

Bagh-E-Alam Mein Hai Be-Rang Bayan-E-Waiz

Mujhe Jalwon Ki Uske Tamiz Ho Kya Mere Hosh-O-Hawas Baja Hi Nahin

Yunhi Raha Jo Buton Par Nisar dil Mera

Nam-E-Ashk Aankhon Se dhalne Laga Hai

Achchha Hai Ki Laga Nahin Unhen Pyar Ka Rog

Juda Hue Wo Log Ki Jinko Sath Mein Aana Tha

dur Se Shahr-e-Fikr Suhana Lagta Hai

Gul-Badan Gul-Ezar Aa Jao

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.