• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apni Tanhai Zindagi Kar Li

Apni Tanhai Zindagi Kar Li

apni tanha.i zindagi kar li

zabt chhalka to sha.iri kar li

rang men Dhalte hue tire main ne

shakl tak apni sanvli kar li

raat bhar asman men bhaTka

chand ne sub.h ḳhud-kushi kar li

jab zaban vaale be-vafa nikle

be-zabanon se dosti kar li

tu mire hasilon men hai to nahin

phir bhi ḳhvahish kabhi kabhi kar li

phir kiya ishq aur phir puuri

jo kasar thi rahi-sahi kar li

kuchh ne chun li ghazal ki mushkil raah

kuchh ne ghabra ke naukri kar li

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tamannaen Aziyyat Ka Nazara Hum Na Kahte The

KHwabon Ki Baat Aankhon Se Tali Nahin Gai

Hafiz Shirazi

dame Ba-Gham Ba-Sar Burdan Jahan Yaksar Nami Arzad

Kis Haal-E-Be-KHudi Mein Kinare Gae the Hum

Kuchh to Hain Paikar Pareshan Aazaron Ke Darmiyan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet