• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apni Marzi Se Kahan Apne Safar Ke Hum Hain

Apni Marzi Se Kahan Apne Safar Ke Hum Hain

nida-fazli

apni marzi se kahan apne safar ke ham hain

rukh havaon ka jidhar ka hai udhar ke ham hain

pahle har chiiz thi apni magar ab lagta hai

apne hi ghar men kisi dusre ghar ke ham hain

vaqt ke saath hai miti ka safar sadiyon se

kis ko malum kahan ke hain kidhar ke ham hain

chalte rahte hain ki chalna hai musafir ka nasib

sochte rahte hain kis rahguzar ke ham hain

ham vahan hain jahan kuchh bhi nahin rasta na dayar

apne hi khoe hue shaam o sahar ke ham hain

gintiyon men hi gine jaate hain har daur men ham

har qalamkar ki be-nam khabar ke ham hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jis Tarah Dhup Ka Rangat Pe Asar paDta Hai

mushafi-ghulam-hamdani

Aatish-E-Gham Mein Bas Ki Jalte Hain

Kahaniyan KHamosh Hain Paheliyan Udas Hain

jigar-moradabadi

Ehsas-E-Ashiqi Ne Begana Kar diya Hai

Apne Hi Sajde Ka Hai Shauq Mere Sar-E-Niyaz Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet