• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Safar Pe Jaise Koi Ghar Se Ho Ke Jata Hai

Safar Pe Jaise Koi Ghar Se Ho Ke Jata Hai

safar pe jaise koi ghar se ho ke jaata hai

har aabla mire andar se ho ke jaata hai

jahan se chahe guzar jaa.e mauja-e-ummid

ye kya ki mere barabar se ho ke jaata hai

junun ka puchhiye ham se ki shahr ka har chaak

isi dukan-e-rafugar se ho ke jaata hai

main roz ek zamane ki sair karta huun

ye rasta mire bistar se ho ke jaata hai

hamare dil men havale hain saari yadon ke

varaq varaq isi daftar se ho ke jaata hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Apni Ruswai Ka Ehsas to Ab Kuchh Bhi Nahin

Hadd-E-Fasil to Faqat Dard Ka Sahra Nikli

Mashal-E-Dard Ko bhaDkao Ki Kuchh Raat kaTe

Mausam-E-Gham Guzar Na Jae Kahin

Har Ek Zehn Mein Sara Hisab Rahta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet