• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apni Marzi Hi Karoge Tum Bhi

Apni Marzi Hi Karoge Tum Bhi

apni marzi hi karoge tum bhi

kuchh kisi ki na sunoge tum bhi

vaqt se bach na sakoge tum bhi

jo karoge vo bharoge tum bhi

ek avaz suni hai ham ne

ek avaz sunoge tum bhi

aaj andhi ho to miTTi ki tarah

ek din baiTh rahoge tum bhi

aaj sarkar bane baiThe ho

kal ko fariyad karoge tum bhi

yahi hota hai yahi hona hai

ek din haath maloge tum bhi

jab nikal ja.ega ‘ruhi’ matlab

kitne ilzam dharoge tum bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nargis Pe to Ilzam Laga Be-Basari Ka

Jin Se Shikwa Tha Wo Bahre Gunge Hain

KHwabon Ki Rahguzar Se KHayalon Ki Rah Se

ismail-merathi

Wahi Karwan Wahi Qafila Tumhein Yaad Ho Ki Na Yaad Ho

Sufi

Be-Hisi Insan Ka Hasil Na Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet