• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apni KHushiyon Pe to Farhat Bhi Nahin Kar Sakte

Apni KHushiyon Pe to Farhat Bhi Nahin Kar Sakte

apni ḳhushiyon pe to farhat bhi nahin kar sakte

ham to iz.har-e-masarrat bhi nahin kar sakte

hakim-e-vaqt hai ab ḳhud hi madad-gar-e-sitam

us se zulmon ki shikayat bhi nahin kar sakte

tum ko maan baap ne paida kiya paala posa

tum ki maan baap ki ḳhidmat bhi nahin kar sakte

is qadar TuuT ke chaha tha kabhi ham ne tujhe

ham tujhe chaah ke nafrat bhi nahin kar sakte

tum ne zulfon men kiya qaid miri nindon ko

kya riha kar ke inayat bhi nahin kar sakte

itne manus hain ham teri gali se janan

ham tire shahr se hijrat bhi nahin kar sakte

un ko ye zo.am ki vo ḳhud hain maballigh ai ‘zaki’

shaiḳh sahab ko nasihat bhi nahin kar sakte

ham asiran-e-rivayat ki ye mushkil hai ‘zaki’

ham rivayat se baghavat bhi nahin kar sakte

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nazeer-akbarabadi

dhuan Kaleje Se Mere Nikla Jala Jo dil Bas Ki Rashk Kha Kar

jigar-moradabadi

Aaya Na Ras Nala-E-dil Ka Asar Mujhe

ahmad-husain-mail

Nikli Jo Ruh Ho Gae Ajza-E-Tan Kharab

Jidhar Ho Zindagi Mushkil Udhar Nahin Aate

shad-azimabadi

Bhul Na Usko dhun Hai Jidhar Ki Chaunk Musafir Raat Nahin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet