• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Asir-E-Hijr Ki Aab-O-Hawa Badalne Ko

Asir-E-Hijr Ki Aab-O-Hawa Badalne Ko

poet

asir-e-hijr ki ab-o-hava badalne ko

kabhi ḳhushi bhi mile za.iqa badalne ko

mira hijab sulagta hai jis ki hiddat se

tum us nazar se kaho zaviya badalne ko

main tere shahar se nikli to muḌ nahin dekha

agarche log mile bar-ha badalne ko

main jis ke naqsh-e-qadam chumne ko nikli thi

usi ne mujh se kaha rasta badalne ko

hazar zaḳhm sahe aur phir yahi socha

chalo ik aur sahi tajraba badalne ko

gar us ka saath mile to sitare mil jaa.en

vo na-guzir hua za.icha badalne ko

mile hain ham kabhi phir se juda na hone ko

chalo ye farz karen faisla badalne ko

yahan pe ḳhud ko badalna hai gar badalna hai

so tum se kis ne kaha hai ḳhuda badalne ko

vo ḳhud to kho chuka duniya ki bhiiḌ men ‘iman’

mujhe bhi kah gaya apna pata badalne ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Paya-E-KHisht-O-KHazaf Aur Guhar Se Uncha

bahadur-shah-zafar

Jab Kabhi dariya Mein Hote Saya-Afgan Aap Hain

poet

Bikhar Rahi Hai Jo Quwwat Wo Phir Munazzam Ho

shabana-yousaf

Hisar-E-Zat Mein Sara Jahan Hona Tha

Zahr-E-Chashm-E-Saqi Mein Kuchh Ajib Masti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet