• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apni Dhup Mein Bhi Kuchh Jal

Apni Dhup Mein Bhi Kuchh Jal

apni dhuup men bhi kuchh jal

har saaye ke saath na Dhal

lafzon ke phulon pe na ja

dekh saron par chalte hal

duniya barf ka tuuda hai

jitna jal sakta hai jal

gham ki nahin avaz koi

kaghaz kaale karta chal

ban ke lakiren ubhre hain

mathe par rahon ke bal

main ne tera saath diya

mere munh par kalak mal

aas ke phuul khile ‘baqi’

dil se guzra phir badal

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab to Aankh Se Itna Jadu Kar Leta Hun

gulzar

Akhbar

Kuchh Ek Roz Mein Main Chahaten Badalta Hun

bashir-badr

Ghazlon Ka Hunar Apni Aankhon Ko Sikhaenge

Meri Aawara-Mizaji Ko Mukammal Kar De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet