• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apni Biti Hui Rangin Jawani dega

Apni Biti Hui Rangin Jawani dega

aziz-bano-darab-wafa

apni biiti hui rangin javani dega

mujh ko tasvir bhi dega to purani dega

chhod jaega mire jism men bikhra ke mujhe

vaqt-e-rukhsat bhi vo ik shaam suhani dega

umr bhar main koi jaadu ki chhadi dhundungi

meri har raat ko pariyon ki kahani dega

ham-safar miil ka patthar nazar aaega koi

fasla phir mujhe us shakhs ka saani dega

mere mathe ki lakiron men izafa kar ke

vo bhi maazi ki tarah apni nishani dega

main ne ye soch ke boe nahin khvabon ke darakht

kaun jangal men lage ped ko paani dega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aaKHir Humne Taur Purana chhoD Diya

Yaad Use Bhi Ek Adhura Afsana to Hoga

Pahle Chahat Ko Tez Kar Lega

akbar-allahabadi

Na Bahte Ashk To Tasir Mein Siwa Hote

fatima-hasan

Ek Nazm Man Ke Liye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet