• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil-E-Hazin Ko Tamanna Hai Muskurane Ki

Dil-E-Hazin Ko Tamanna Hai Muskurane Ki

dil-e-hazin ko tamanna hai muskurane ki

ye rut ḳhushi ki hai ya riit hai zamane ki

bana ga.iin use pechida nit-na.i sharhen

khuli hui thi haqiqat mire fasane ki

haram ke paas pahunchte hi thak ke baiTh ga.e

vagarna raah to li thi sharab-ḳhane ki

kisi ke saya-e-gesu ki baat chhiḌti hai

mire qarib rahen gardishen zamane ki

main tere gham ka bhi thoḌa sa ja.eza le luun

kabhi mile mujhe fursat jo muskurane ki

sameT len mah o ḳhurshid raushni apni

salahiyat hai zamin men bhi jagmagane ki

bhala ‘imam’ tahajjud guzar kya janen

ki raat kitni hasin hai sharab-ḳhane ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Baqi Hai Ummid Zara Si

Jafaon Ki Numaish Hai Kisi Se Kuchh Nahin Bolen

Mohabbat Ghair Se Ki Hai to Mera Muddaa Le Lo

Nazar Aate the Hum Ek Dusre Ko

KHamushi Jis Dam Faza Mein Raqs Farmane Lagi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet