• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apne Man Mein Jhank Kar Bhi KHud Se Begana Raha

Apne Man Mein Jhank Kar Bhi KHud Se Begana Raha

apne man men jhank kar bhi ḳhud se begana raha

tu haqiqat ashna ho kar bhi divana raha

ruḳh agarche janib-e-ka.aba raha hai shaiḳh ka

dil magar yad-e-butan se ik pari-ḳhana raha

sang-e-asvad ko diya bosa to dil kahne laga

ka.aba-o-qibla se kitni duur but-ḳhana raha

ek din pi kar zara sach kah diya tha umr bhar

shakl se bezar meri pir-e-mai-ḳhana raha

ishq ne baḳhshi hai vo shohrat ‘naresh’ ik umr tak

bachche bachche ki zaban par mera afsana raha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

obaidullah-aleem

Aziz Itna Hi Rakkho Ki Ji Sambhal Jae

chaDhe Jo Dhup Tamazat Se Jism Hanpte Hain

abbas-qamar

Hum Aise Sar-Phire duniya Ko Kab darkar Hote Hain

Aankhon Mein Jo Hamari Ye Jalon Ke Dagh Hain

syeda-shan-e-meraj

Kya dekhta Hai Haal Ke Manzar Idhar Bhi dekh

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet