• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apna Jaisa Bhi Haal Rakkha Hai

Apna Jaisa Bhi Haal Rakkha Hai

apna jaisa bhi haal rakkha hai

tere gham ko nihal rakkha hai

sha.eri kya hai ham ne jiine ka

ek rasta nikal rakkha hai

ham ne ghar ki salamti ke liye

ḳhud ko ghar se nikal rakkha hai

mere andar jo sar-phira hai use

main ne zindan men Daal rakkha hai

ek chehra hai ham ne jis ke liye

a.inon ka ḳhayal rakha hai

is baras ka bhi naam ham ne to

teri yadon ka saal rakkha hai

girte girte bhi ham ne hathon par

asman ko sambhal rakkha hai

kya ḳhabar shishagar ne kyuun ‘az.har’

mere shishe men baal rakkha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na Sab Be-KHabar Hain Na Hushyar Sab

Yun Zindagi Guzar Rahi Hai Meri

firaq-gorakhpuri

Afsurda Faza Pe Jaise Chhaya Ho Hiras

Mere Shauq Ka Saman Band Hai Lifafe Mein

Jo Nazar Aata Nahin Diwar Mein Dar Aur Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet