• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bais-E-Tark-E-Mulaqat Batao To Sahi

Bais-E-Tark-E-Mulaqat Batao To Sahi

poet

bais-e-tark-e-mulaqat batao to sahi

chahne vaala koi ham sa dikhao to sahi

kaisi hoti hai mohabbat nahin maalum tumhen

ek do din kahin dil tum bhi lagao to sahi

bevafai ki hai tohmat chalo maana ham ne

haan bhala ham se zara aankh milao to sahi

jaan de dunga magar tum ko na jaane dunga

uth ke pahlu se bhala tum mire jaao to sahi

nahin milne ki jo marzi hai na milna ham se

baat karna ki na karna magar aao to sahi

dekh lo jiite hain ya marte hain mushtaq sada

apni avaz zara un ko sunao to sahi

har tarah bigde hue baithe hain jaane ke liye

‘asman’ aaj koi baat banao to sahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akbar-hameedi

Hu-Ba-Hu Aap Hi Ki Murat Hai

Ab Yahi Saya-E-Diwar Mera Ghar Thahra

Bagh Mein Jugnu Chamakte Hain Jo Pyare Raat Ko

parveen-fana-syed

Har Samt Sukut Bolta Hai

Mohmal Hai Na Jaanen to, Samjhen to Wazahat Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet