• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaliyon Ki Tarah Dhula Dhula Hai

Kaliyon Ki Tarah Dhula Dhula Hai

kaliyon ki tarah dhula dhula hai

vo jism shumal men bana hai

gul-bar hain zulf o shana us ke

qamat men vo tavil o dilruba hai

lamhon ke samundar men jaise

bahta hua chand aa raha hai

honTon se vo dekhta hai mujh ko

ankhon se mujhe pukarta hai

guzri hai ramon men umr meri

hirnon se mira muashiqa hai

‘jamshed’ sambhal ke us badan par

bas ḳhanda-e-surḳh ki rida hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

To Main Bhi KHush Hun Koi Us Se Ja Ke Kah Dena

Bahut Hai Ab Meri Aankhon Ka Aasman Usko

Pari Ke Aane Ke Imkan Bante Jate Hain

KHair Ka Tujhko Yaqin Hai Aur Usko Shar Ka Hai

poet

Mohabbat Se Tariq-E-Dosti Se Chah Se Mango

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet