• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Anjuman-Saz-E-Aish Tu Hai Yahan

Anjuman-Saz-E-Aish Tu Hai Yahan

poet

anjuman-saz-e-aish tu hai yahan

aur phir kis ki aarzu hai yahan

man-o-tu ki nahin hai gunjaish

harf-e-vahdat ki guftugu hai yahan

kaam kya shama ka hai le jaao

dilbar-e-aftab-ru hai yahan

dil men apne nahin kuchh aur talash

ek teri hi justuju hai yahan

dast-bosi ko teri ai saaqi

muntazir saghar aur subu hai yahan

aa shitabi ki hai makan-e-latif

sair-e-gulzar o ab-ju hai yahan

kya tire ghar men raat tha ‘bedar’

us gul-andam ki si bu hai yahan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Shajar Be-Libas Rahte Hain

Jab Se Dil Mein Tere baKHshe Hue Gham Thahre Hain

Main Us Pari Ka Agar Muddaa Nahin Samjha

poet

dekh Kar Khush-Rang Us Gul-Pairahan Ke Hath Panw

Qaid-E-Tanhai Se Qaid-E-Umr Mein Aa Jaunga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet