• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Yun Baaten To Bahut Sari Karoge

Yun Baaten To Bahut Sari Karoge

poet

yuun baten to bahut saari karoge

kaho kya naz-bardari karoge

abhi baten bahut pyari karoge

magar kal kya vafa-dari karoge

sahafi ho magar hoshyar rahna

jo ghar men baat akhbari karoge

mujhe ye shadmani khal rahi hai

kab apni yaad ko taari karoge

badan ke ek ik kone men mere

kab apne lab se zar-kari karoge

purane zaviye se sher kah ke

kahan tak ‘haq’ ghazal-kari karoge

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab Guzar Jaega Ye Sal Bhi Lamhon Ki Tarah

Sufi

Ghar Se Nikalna Jab Meri Taqdir Ho Gaya

aalok-shrivastav

Tumhaare Pas Aate Hain To Sansen Bhig Jati Hain

nahid-qasmi

Banjar dil Sairab Karo

Qillat KHulus Ki Hai Mohabbat Ka Kal Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet