• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Le Chuke Dil to Jang Kya Hai Ab

Le Chuke Dil to Jang Kya Hai Ab

poet

le chuke dil to jang kya hai ab

aa milo phir darang kya hai ab

pi ga.e ḳhum ke ḳhum na ki masti

yaan sharab-e-farang kya hai ab

us nigah ka hai dil jarahat-kash

zaḳhm-e-tegh-o-ḳhadang kya hai ab

huun main dariya-e-ishq ka ghavvas

ḳhauf-e-kam-nahang kya hai ab

diid o va-did to hue baham

sharm ai shoḳh o sang kya hai ab

dil se vahshi ke ta.iin shikar kya

said-e-sher-o-palang kya hai ab

thi jo rusva.i ho chuki ‘bedar’

pas-e-namus-o-nang kya hai ab

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jo Shikayat-E-Gham-E-Zindagi Kabhi Lab Par Apne Na La Sake

sajida-zaidi

Jo Teri Nazar Mein Pinhan Na Ye Etibar Hota

poet

Hansne Rone Se Gae Rabt baDhane Se Gae

shah-naseer

dil Ishq-E-Khush-Qadan Mein Jo Khwahan-E-Nala Tha

seema-sharma-meeruthi

Zarur Waqt Hi Kuchh Chaal Chal Raha Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet