• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Angdai Par Angdai Leti Hai Raat Judai Ki

Angdai Par Angdai Leti Hai Raat Judai Ki

qateel-shifai

angdai par angdai leti hai raat judai ki

tum kya samjho tum kya jaano baat miri tanhai ki

kaun siyahi ghol raha tha vaqt ke bahte dariya men

main ne aankh jhuki dekhi hai aaj kisi harjai ki

tuut gae sayyal nagine phuut bahe rukhsaron par

dekho mera saath na dena baat hai ye rusvai ki

vasl ki raat na jaane kyuun israr tha un ko jaane par

vaqt se pahle duub gae taron ne badi danai ki

udte udte aas ka panchhi duur ufuq men duub gaya

rote rote baith gai avaz kisi saudai ki

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Na Puchh Hijr Mein Jo Haal Ab Hamara Hai

allama-iqbal

Saqi-Nama

faiz-ahmad-faiz

Saba Ke Hath Mein Narmi Hai Un Ke Hathon Ki

poet

Saqi Ye Tere Bas Mein Hai De Jam Ya Na De

shad-azimabadi

Khizar Kya Hum To Is Jine Mein Bazi Sab Se Jite Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet