• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Andhere Ke Taaqub Mein Kai Kirnen Laga Dega

Andhere Ke Taaqub Mein Kai Kirnen Laga Dega

andhere ke ta.aqub men ka.i kirnen laga dega

vo andha daav par ab ke miri ankhen laga dega

musalsal ajnabi chapen agar galiyon men utrengi

vo ghar ki khiḌkiyon par aur bhi meḳhen laga dega

fasil-e-sang ki ta.amir par jitna bhi pahra ho

kisi kone men koi kanch ki inTen laga dega

main is zarḳhez mausam men bhi ḳhali haath lauTa to

vo kheton men qalam kar ke miri bahen laga dega

vo phir kah dega suraj se sava neze pe aane ko

kaTe peḌon pe pahle mom ki belen laga dega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

dil Ghani Hai To Muflisi Kya Hai

poet

Bahut Hua to Meri Mohabbat Teri Gali Tak Safar Karegi

humaira-rahat

Hawa Ke Sath Ye Kaisa Moamla Hua Hai

Ranj Par Ranj Musibat Si Musibat Dekhi

nazeer-akbarabadi

Khushamad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet