• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aks-E-Khushbu Hun Bikharne Se Na Roke Koi

Aks-E-Khushbu Hun Bikharne Se Na Roke Koi

parveen-shakir

aks-e-khushbu huun bikharne se na roke koi

aur bikhar jaun to mujh ko na samete koi

kaanp uthti huun main ye soch ke tanhai men

mere chehre pe tira naam na padh le koi

jis tarah khvab mire ho gae reza reza

us tarah se na kabhi tuut ke bikhre koi

main to us din se hirasan huun ki jab hukm mile

khushk phulon ko kitabon men na rakkhe koi

ab to is raah se vo shakhs guzarta bhi nahin

ab kis ummid pe darvaze se jhanke koi

koi aahat koi avaz koi chaap nahin

dil ki galiyan badi sunsan hain aae koi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Na Paya Khoj Barson Naqsh-E-Pa-E-Raftagan dhundhe

Achchha Sa Koi Sapna Dekho Aur Mujhe Dekho

Ek Aas to Hai Koi Sahaara Nahin to Kya

Apne Dushman Ko Kabhi Pyar Nahin De Sakte

Tere Gulzar Ki KHushbu Se Saja Rahta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet