• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aks-Bar-Aks

Aks-Bar-Aks

afroz-alam

yuun to diye namnak men

aks-e-kashida hadsat-o-vaqiat ki

apni koi ahmiyat nahin hoti

lekin

munakis zehn ghaur zarur karta hai

khud se saval karta hai

khud ko javab deta hai

aur

apne javab ko sach sabit karne ke liye

dalilen pesh karta hai

lekin

main ek shair huun ek aina huun

samaj ka aina

mire daere men aane vaale

vajud ko mahfuz karna

miri fitrat hai

ye vajud

meri ankhon men nami jaisi

mere honton pe hansi jaisi

koi chiiz rakh deta hai

phir bhi mere liye ye zaruri nahin

ki main

apne batin men kashida

vajud ke difaa men dalil duun

mujhe chhupane ka ikhtiyar hai

aap samajhne ke liye azad hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ajab Si Gard Jami Hai Yahan Fazaon Mein

jigar-moradabadi

Mohabbat Sulh Bhi Paikar Bhi Hai

baDe Saliqe Se Ab Hum Ko jhuT Bolna Hai

Nae Mausamon Main Dhal Kar Dekhna Tha

faiz-ahmad-faiz

Hum Log

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet