• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bite KHwab Ki Aadi Aankhen Kaun Unhen Samjhae

Bite KHwab Ki Aadi Aankhen Kaun Unhen Samjhae

biite ḳhvab ki aadi ankhen kaun unhen samjha.e

har aahaT par dil yuun dhaḌke jaise tum ho aa.e

zid men aa kar chhoḌ rahi hai un banhon ke saa.e

jal ja.egi mom ki guḌiya duniya dhup-sara.e

shaam hui to ghar ki har ik shai par aa kar jhapTe

angan ki dahliz pe baiThe virani ke saa.e

har ik dhaḌkan dard ki gahri Tiis men Dhal jaati hai

raat ga.e jab yaad ka panchhi apne par phaila.e

andar aisa habs tha main ne khol diya darvaza

jis ne dil se jaana hai vo ḳhamoshi se jaa.e

kis kis phuul ki shadabi ko masḳh karoge bolo!!!

ye to us ki den hai jis ko chahe vo mahka.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ai Meri Jaan-E-Arzu Mane-E-Iltifat Kya

Ab Zindagi Ko Ek Naya Unwan Chahiye

poet

Tu Meri Baat Ke Jadu Mein to Aa Hi Jata

Nazar Ko Waqf-E-Hairat Kar Diya Hai

Kis Kis Se Dosti Hui Ye Dhyan Mein Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet