• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / aKHir-E-Shab Sard Rakh Chulhe Ki jhaD Laen

aKHir-E-Shab Sard Rakh Chulhe Ki jhaD Laen

aḳhir-e-shab sard raakh chulhe ki jhaaḌ laa.en

tumhari yadon ke aa.ine phir se jagmaga.en

gali ke nukkaḌ par ab nahin hai vo shor phaila

bhala.i is men hai za.iqe ham bhi bhuul jaa.en

rakhe rakhe ho ga.e purane tamam rishte

kahan kisi ajnabi se rishta naya bana.en

vo hansi ankhen jala.e deti hain jaan hamari

navah-e-jan men ghubar-e-ah-o-buka uḌa.en

hamari sab laghzishen hain mahfuz Diary men

tabhi to hain mudda.i ki kam kam mili saza.en

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kya Kahun Tum Se Main Yaro Kaun Hun

Dasht Aise Gulshan Mein Gul Pe Gul Khilane Ki Har Ada Mubarak Ho

Mizaj-E-Dil Na Itna Sard Hota

afroz-alam

Khayal

kishwar-naheed

Girya, Mayusi, Gham-E-Tark-E-Wafa Kuchh Na Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet