• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Hijr Ke Par Bhig Jaen

Hijr Ke Par Bhig Jaen

noshi-gilani

kahan tak khema-e-dil men chhupaen

apni aason aur pyason ko

kahan tak khauf ke be-shakl sahra ki hatheli par

kurede jaaen ankhen aur

lakiren raushni ki phir na ban paaen

ham insan ho ke bhi saae ki khushbu ko taras jaaen

chalo ik dusre ki khvahishon ki dhuup men

jalte hue angan ki virani men ankhen band kar len aur baras jaaen

yahan tak tuut kar barsen ki paani

vasl ki mitti men khushbu gundh le aur phir saron tak se guzar jaae

zamin se asman tak ek hi manzar sanvar jaae

hamare raston par asman apni gavahi bhej de

khushbu bikhar jaae

zamin paanv ko chhu le

chandni dil men utar jaae

hava gar hijr ki sazish men hisse-dar ban kar darmiyan aae

hijr ke par bhiig jaaen aur

hava paani men mil jaae

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jis Waqt Tu Be-Naqab Aawe

Koi Bhi Ham-Safar Nahin Hota

poet

duniya Mein Ibaadat Ko Teri Aae Hue Hain

Is Tarah Se Kashti Bhi Koi Par Lage Hai

Kya Bataun Ki Hai Kis Zulf Ka Sauda Mujhko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet