• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Abhi Tak Un Ke Wahi Sitam Hain Jafa Ki Khu Bhi Nahin Gai Hai

Abhi Tak Un Ke Wahi Sitam Hain Jafa Ki Khu Bhi Nahin Gai Hai

poet

abhi tak un ke vahi sitam hain jafa ki khu bhi nahin gai hai

vo ranjishen bhi nahin gai hain vo guftugu bhi nahin gai hai

nasheman apna utha na yaan se khizan jo aai to aai bulbul

bahar rukhsat abhi hui hai gulon ki bu bhi nahin gai hai

gai javani to jaae dilbar mujhe hai ulfat hanuz baaqi

vo iltija bhi nahin gai hai vo justuju bhi nahin gai hai

ye rashk-e-bulbul ki jaan dene ko tu abhi se tadap rahi hai

abhi to hai bu-e-gul chaman men vo ku-ba-ku bhi nahin gai hai

‘shabab’ bosa liya jo main ne to kya bigad kar vo shokh bola

adab zara bhi nahin hai tujh ko haya to chhu bhi nahin gai hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Mein Sau Aarman Rakhta Hun

Har Lamha Zulmaton Ki Khudai Ka Waqt Hai

bashir-badr

Khandani Rishton Mein Aksar Raqabat Hai Bahut

Zindagi Tu Ne Lahu Le Ke Diya Kuchh Bhi Nahin

Sufi

Yahi Ab Faisla-e-Jang-Ju Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet