• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Akela Hun Magar Aabaad Hun Main

Akela Hun Magar Aabaad Hun Main

akela huun magar abad huun main

qafas men hi sahi azad huun main

mujhe dil men liye vo ghumta hai

ki us ki an-kahi fariyad huun main

ye duniya maqtalon se kam kahan hai

sabhi ke qatl se nashad huun main

mire siine pe kis ke naqsh-e-pa hain

ye kis ki zaat se barbad huun main

zamana shauq se sunta hai mujh ko

zamane se juḌi rudad huun main

qatar-e-marg men huun sochta huun

ki kis se pahle kis ke baad huun main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ali-sardar-jafri

Wufur-E-Shauq Ki Rangin Hikayaten Mat Puchh

Ho Agar Dida-E-Tar Husn-E-Nazar Khulta Hai

Dil Diya Hai Humne Bhi Wo Mah-E-Kaamil Dekh Kar

Har Taraf Tazkira-E-Jurm-O-Saza Hota Hai

Main Sath-E-Sher Pe Ubhra Hun Aaftab Liye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet