• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Kaman-O-Tegh-O-Sipar De Ai Maula

Koi Kaman-O-Tegh-O-Sipar De Ai Maula

koi kaman-o-tegh-o-sipar de ai maula

aahon men bhi ek asar de ai maula

ya to duniya ko bhi shishe ka kar de

ya phir mujh ko patthar kar de ai maula

rahne ko pardon men rah lungi lekin

bandon ko bhi paak nazar de ai maula

in pariyon ko hajat hai ab ḳhanjar kei

chahe un ke pankh katar de ai maula

din bhar Dar ke andhiyaron ke saa.e hain

sach-much kei bhi ek sahar de ai maula

pyaar mohabbat ḳhuub diya maula tu ne

laḌne ka bhi ek hunar de ai maula

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Bhes Phira Kar Tu Shah Aaya

Ye Jamal Kya Ye Jalal Kya Ye Uruj Kya Ye Zawal Kya

poet

Aks Kitne Utar Gae Mujh Mein

Fath Pane Ki Nai Rah Nikali Usne

Musalsal Dhup Se Pala paDa Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet