• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ajib KHauf Musallat Tha Kal Haweli Par

Ajib KHauf Musallat Tha Kal Haweli Par

ajiib ḳhauf musallat tha kal haveli par

lahu charagh jalati rahi hatheli par

sunega kaun magar ehtijaj ḳhushbu ka

ki saanp zahar chhiḌakta raha chameli par

shab-e-firaq miri aankh ko thakan se bacha

ki niind vaar na kar de tiri saheli par

vo bevafa tha to phir itna mehrban kyuun tha

bichhaḌ ke us se main sochun usi paheli par

jala na ghar ka andhera charagh se ‘mohsin’

sitam na kar miri jaan apne yaar beli par

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

firaq-gorakhpuri

Apne Gham Ka Mujhe Kahan Gham Hai

poet

Kisi Tez Jhonke Ke Sang Thi Meri Odhni

Jhum Ke Jab Rindon Ne Pila Di

poet

Gardish-E-Charkh Se Qayam Nahin

Tumhaare Hijr Mein Dam Bhar Hamein Qarar Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet