• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ajib Dhund Hai Aaankhon Ko Sujhta Bhi Nahin

Ajib Dhund Hai Aaankhon Ko Sujhta Bhi Nahin

ajiib dhund hai a.ankhon ko sujhta bhi nahin

abhi to din ka varaq Thiik se jala bhi nahin

ye kis hisar men sanson ne kas diya hai mujhe

ye kaisa ghar hai nikalne ka rasta bhi nahin

ye kaisa dukh hai jo rota hai siskiyan le kar

khanDar men kaun hai ru-posh bolta bhi nahin

ajiib dard ka rishta hai ik azaab hai ye

jise bhula diya main ne vo bhulta bhi nahin

mujhe bhi dekh mire hausle bhi dekh zara

mira to koi nahin tu nahin ḳhuda bhi nahin

har ek shab koi palkon ko aa ke siita hai

vo mera kaun hai puchhun to bolta bhi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ghausiya-khan-sabeen

Muntazir

Jo Tujhe Paikar-E-Sad-Naz-O-Ada Kahte Hain

shahryar

Naya Khel

Ye Zamin Kis Qadar Sajai Gai

TuTti Fariyaad Ki Socho Kabhu Ai Ham-Nashin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet