• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ajab Rang Ki Mai-Parasti Rahi

Ajab Rang Ki Mai-Parasti Rahi

mubarak-azimabadi

ajab rang ki mai-parasti rahi

ki be mai piye mai ki masti rahi

bikharte rahe gesu-e-ambarin

saba un se mil mil ke basti rahi

raha daur men saghar-e-nargisi

miri mai un ankhon ki masti rahi

vo shakl apni har dam badalte rahe

yahan mashq-e-surat-parasti rahi

vahin rah pade raah men husn-e-dost

jahan husn valon ki basti rahi

mili roz ham faqa-maston ko mai

khuda jaane mahngi ki sasti rahi

‘mubarak’ parastar-e-mai-khana tha

ye jab tak raha mai-parasti rahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-ata

Ye Aks Aap Hi Bante Hain Humse Milte Hain

Aankhon Ko Ashk-Bar Kiya Hai Kabhi Kabhi

Yaqin Ko Sinchna Hai KHwabon Ko Palna Hai

Ek KHamoshi Ne Sada Pai

kaT Na Pae Ye Fasle Bhi Agar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet