• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ajab Nuqush Hain Chehra to Aisa Tha Hi Nahin

Ajab Nuqush Hain Chehra to Aisa Tha Hi Nahin

poet

ajab nuqush hain chehra to aisa tha hi nahin

ye mera aks nahin hai ki aa.ina hi nahin

likhun vo baat ki shiddat se ho tujhe mahsus

mire qalam men shab-e-hijr ki siyahi nahin

phira raha hai zamane se raston ka tilism

gharib-e-shahr abhi mo’atabar hua hi nahin

khurach le zehn se saare ta.assurat ki ab

tiri bahar ka mausam to aa.ega hi nahin

hazar qurb ki ḳhushbu ne baat ki ‘ash.har’

vo kya safar tha musafir to kuchh khula hi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Kaise Rakhenge Sar Pe Kisi Ka Udhaar Hum

Ab Koi Rah Bhi Aasan Nahin Dekhne Mein

Hasad Ki Aag Thi Aur Dagh Dagh Sina Tha

Wo Kahan Qasr-E-Ali-Shan Mein KHush

Jo Teri Bandagi Se Milta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet