• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ajab Nahin Kabhi Naghma Bane Fughan Meri

Ajab Nahin Kabhi Naghma Bane Fughan Meri

ajab nahin kabhi naghma bane fughan meri

miri bahar men shamil hai ab khizan meri

main apne-ap ko auron men rakh ke dekhta huun

kahin fareb na hon dard-mandiyan meri

main apni quvvat-e-izhar ki talash men huun

vo shauq hai ki sambhalti nahin zaban meri

yahi sabab hai ki ahval-e-dil nahin kahta

kahun to aur ulajhti hain gutthiyan meri

main apne ijz pe nadim nahin huun ham-sukhano

hazar-shukr tabiat nahin ravan meri

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afzal-ahmad-syed

Ye Nahr-e-Ab Bhi Uski Hai Mulk-e-Sham Us Ka

Nimcha Yar Ne Jis Waqt Baghal Mein Mara

Har Lahza Kamin Dil Mein Teri Yaad Rahegi

Wajud-E-KHak Se Bahar Nikal Dega Wo

Ranj-O-Gham Sahe Kab Tak Mujh Sa Na-Tawan Tanha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet