• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Nai Tahzib Se Bachchon Ko Bachaun Kaise

Nai Tahzib Se Bachchon Ko Bachaun Kaise

na.i tahzib se bachchon ko bacha.un kaise

ḳhud to bigḌa huun zamane ko bana.un kaise

vo na dekhe meri janib to nahin us ki ḳhata

main andhere men paḌa huun nazar aa.uun kaise

mere angan men to aa.i hi nahin mauj-e-bahar

koi phulon se bhara giit suna.un kaise

chahta to huun ki dekhun pas-e-parda kya hai

dastaras jis pe na ho us ko uTha.un kaise

par nikalte hi koi us ko katar deta hai

apne bachchon ko fazaon men uḌa.un kaise

vaqt mahdud diya kaam diya la-mahdud

zindagi bol tira qarz chuka.un kaise

jism par choT lagi ho to dikha.un ‘mahir’

dil pe jo choT lagi hai vo dikha.un kaise

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Inkar Sar Ke Jhukane Ko Hai

Ab Ke Junun Mein Lazzat-E-Azar Bhi Nahin

hasrat-mohani

Bekali Se Mujhe Rahat Hogi

Shak Nahin Hai Hamein Us but Ke KHuda Hone Mein

Shahr-E-Shor-O-Shar Tanha Ghar Ke Baam-O-Dar Tanha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet