• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / daranti

daranti

ahmad-nadeem-qasmi

chamak rahe hain daranti ke tez dandane

khamida hal ki ye alhad javan nur-e-nazar

sunahri fasl men jis vaqt ghota-zan hogi

to ek giit chhidega musalsal aur daraz

‘nadim’ azal se hai takhliq ka yahi andaz

sitare boe gae aftab kaate gae

ham aftab zamir-e-jahan men boen ge

to ek roz aziim inqalab katenge

koi batae zamin ke ijara-daron ko

bula rahe hain jo guzri hui baharon ko

ki aaj bhi to usi shan-e-be-niyazi se

chamak rahe hain daranti ke tez dandane

sunahri fasl tak us ki chamak nahin mauquf

ki ab nizam-e-kohan bhi usi ki zad men hai

khamida hal ki ye alhad javan nur-e-nazar

jab is nizam men lahra ke ghota-zan hogi

to ek giit chhidega musalsal aur daraz

‘nadim’ azal se hai takhliq ka yahi andaz

sitare boe gae aftab kaate gae

Filed Under: Nazm Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahida-hasan

Saliqa Ishq Mein Mera Bade Kamal Ka Tha

poet

Hasti Ki Qaid Se Ai Dil Aazad Hoiye

Na Iltimas-O-Guzarish Na Iltija Koi

akhtar-shirani

Wada Us Mah-Ru Ke Aane Ka

ahmad-adil

Kya Fasane Mein Mera Nam Kahin Hota Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet