• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aise Wo Mere Shahr Ki Taqdir Se Khele

Aise Wo Mere Shahr Ki Taqdir Se Khele

poet

aise vo mire shahr ki taqdir se khele

jaise koi bachcha kisi tasvir se khele

rahna hai use aur bhi kuchh roz qafas men

qaidi se kaho sabr ki zanjir se khele

utra hai mire zehn se paikar tira lekin

dil ab bhi tire lams ki tasir se khele

mumkin tha mohabbat men hamen maat na hoti

ye khel magar ham baḌi taḳhir se khele

ye ziist ki baazi na tire haath rahegi

tu laakh ise ghaur se tadbir se khele

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

asrarul-haq-majaz

Andheri Raat Ka Musafir

Apne Ashaar Ko Ruswa Sar-E-Bazar Karun

Kaam Itni Hi Faqat Rahguzar Aaegi

Hisar-E-Zat Se Nikal Ke Be-Kanar Hum Hue

Ruh Ko Aaj Naz Hai Apna Waqar Dekh Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet