• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aisa Nahin Duaon Mein Manga Nahin Tujhe

Aisa Nahin Duaon Mein Manga Nahin Tujhe

aisa nahin duaon men manga nahin tujhe

qismat men hi nahin tha jo paaya nahin tujhe

dil to aqidaton ki hadon se guzar gaya

vo to ḳhuda ka ḳhauf tha puuja nahin tujhe

sab muntazir the meri nigahen kidhar uThen

main ne bhi ehtiyat men dekha nahin tujhe

shayad palaT ke dekh le tu hi meri taraf

main ne isi umiid pe roka nahin tujhe

tere ḳhayal saath the mere qadam qadam

main to kisi qadam pe bhi bhula nahin tujhe

andesha-e-juda.i ke Dar men jiya huun main

ye mat samajh ke TuuT ke chaha nahin tujhe

vo pal haram ho gaya ‘mashkur’ ke liye

jis pal tasavvurat men paaya nahin tujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kya Sochte Ho Ab Phulon Ki Rut Bit Gai Rut Bit Gai

Na Jaane Kab Ji Tumhaara Bahle Main Tang Tum Se Ab Aa Raha Hun

Sheikh Saadi

Story 28 – The Manners Of Kings – Gulistaan-e-Sa.Adii

Gulon Mein Rang Bharega Mujhe Ye Fikr Nahin

Sitam Ki Tegh Ye Kahti Hai Sar Na Uncha Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet