• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ai Zabt dekh Ishq Ki Un Ko Khabar Na Ho

Ai Zabt dekh Ishq Ki Un Ko Khabar Na Ho

ameer-minai

ai zabt dekh ishq ki un ko khabar na ho

dil men hazar dard uthe aankh tar na ho

muddat men sham-e-vasl hui hai mujhe nasib

do-char saal tak to ilahi sahar na ho

ik phuul hai gulab ka aaj un ke haath men

dhadka mujhe ye hai ki kisi ka jigar na ho

dhunde se bhi na maani-e-barik jab mila

dhoka hua ye mujh ko ki us ki kamar na ho

ulfat ki kya ummid vo aisa hai bevafa

sohbat hazar saal rahe kuchh asar na ho

tul-e-shab-e-visal ho misl-e-shab-e-firaq

nikle na aftab ilahi sahar na ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHush-Rang-O-Sahr-Kar Nazaron Ko Kya Hua

poet

Lutf Mein Wan dhang Hai Bedad Ka

poet

Duniya-E-Sitam Zer-O-Zabar Ho Ke Rahegi

Baat Ho Dair-O-Haram Ki Ya Watan Ki Baat Ho

ahmad-nadeem-qasmi

Jangal Ki Aag

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet