• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Duniya Mein Hai Yun to Kaun Be-Gham

Duniya Mein Hai Yun to Kaun Be-Gham

poet

duniya men hai yuun to kaun be-gham

puchhe koi kyuun udaas hain ham

kya shahr ke basiyon ko ma.alum

karte hain ghazal kis tarah ram

karte rahe umr bhar vazahat

par rah ga.i baat phir bhi mub.ham

shikva to hai dusron se lekin

naraz hain apne aap se ham

har saans ke saath kar rahe hain

guzri hui zindagi ka matam

auron ki nazar men kya samate

ḳhud aap ko bhi jache nahin ham

‘rashid’ vo ghazal koi ghazal hai

gaa.e na jise ‘farida-ḳhanam’

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Yun To In Aankhon Se Humne O But Kahne Ko duniya dekhi

kaT Na Pae Ye Fasle Bhi Agar

poet

Tir Pahlu Mein Nahin Ai Rufaqa-E-Parwaz

Jaise Mehman Koi Aae Kisi Mehman Ke Baad

poet

Bazi Pe dil Laga Hai Koi dil-Lagi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet