• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ai Sitamgar Ai Hawa-Surat

Ai Sitamgar Ai Hawa-Surat

poet

ai sitamgar ai hava-surat

gahe-gahe hamen dikha surat

koi surat nahin hai ab mumkin

hai yahi ek mumkina surat

jaan men jaan aa.i muddat ba.ad

jab nazar aa.i ashna surat

guftugu ghair se rahi us ki

main faqat dekhta raha surat

zehn-o-dil men sama.egi kaise

ye tasavvur se mavara surat

parkon men dikha.i deti hai

ek se ek dilruba surat

dekh leta hai aadmi sab kuchh

yaad hoti hai a.ina-surat

dil men bharti hai vasvase ‘nami’

ye tumhari ḳhafa-ḳhafa surat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Sunte Hi KHushi Se Hum Bhi Pichhe Aa Gae Hain

poet

Tez Hawa Aur Shab-Bhar Barish

Log Kahte Hain Ki Qatil Ko Masiha Kahiye

Gaj Har Dil Pe Gire to Kya Karen Kis Se Kahen

poet

Yak do Jam Aur Bhi de Tu Saqi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet